Wednesday, July 25, 2012

humsafar - collection

Ghamon ke bhawar se nikalna hain tujhko, 
Zindagi ki raah par chalna hain tujhko. 
Koi saath de ke na de tera, 
Khud apna humsafar ban'na hain tujhko...

talash - collection

Rehne de aasmaan, zameen ki talash kar,
sab kuch yahin hai, na kahin aur talash kar, 
har arzoo puri to jine mein kya maza, 
jeene ke liye bas ek wajah ki talash kar...